Friday, October 29, 2010

Jai Raghunandan Jai Siyaa Raam

It's been a while since I heard a bhajan that sounds so good. Absolutely adore the way the singers have sung this one.

And if it reminds you of other songs such as chandan sa badan that's because they're all based on raag yaman.

I completely adore the woman in this song. I have no idea who that is but she looks gorgeous and I love her jewelry too. If anyone knows who the actors are in this song, please do share. I only know that the youngest kid is Daisy Irani.

I am fascinated with the Ravi music and Shakeel Badayuni lyrics here. Wow! it's just amazing...


M: shri raam chandra aashrit paarijaataha
samast kalyaan gunaabhiraamaha
sitaa mukhaamburuhu chancharikaha
nirantaram mangal maatanotu

aa aa aa... aa aa aa... aa aa aa aa aa...
aa aa aa aa aa aa...

M: jai raghunandan jai siyaaraam
Ch: jai raghunandan jai siyaaraam

F: hey dukhbhanjan tumhe pranaam
Ch: hey dukhbhanjan tumhe pranaam
jai raghunandan jai siyaaraam (2)

F: bhraat bhaat ko hey parameshwar sneh tumhi sikhlaate
aa aa aa
aa aa aa... aa aa aa aa (How sweet does she sound!)
bhraat bhaat ko hey parameshwar sneh tumhi sikhlaate
M: nar naari ke prem ki jyoti jag mein tumhi jalaate
Both: o naiyaa ke khevanhaare japu main tumhro naam

Ch: jai raghunandan jai siyaaraam (2)

M: tum hi dayaa ke saagar prabhu ji tum hi paalanhaare
F: chain tum hi se paaye bekal manvaa saanjh sakhaare
Both: jo bhi tumhri aas lagaaye (2) bane usi ke kaam
Ch: jai raghunandan jai siyaaraam (2)


Film: Gharana (1961)
Singers: Mohd. Rafi, Asha Bhosle & Chorus
Music Director: Ravi
Lyrics: Shakeel Badayuni
Picturized on: Daisy Irani, ?

Wednesday, October 20, 2010

Main To Tere Haseen Khayaalon Mein

When I started listening to the song, it caught my attention right away because the music was so attractive, specially all the instruments in the beginning of the song. And then the sweetest voice followed and it just made me get lost the way they say "main to tere haseen khayaal mein kho gayaa". First glimpse of the video gave me a feeling the actor too looked too familiar. Of course, why not, it's Dara Singh's brother Randhawa. They look so similar I almost got mixed up. It amazes me how many Bollywood men Rafi sahab gave his voice to. The actress, Swarna Kumari, also looks pretty nice for being not-so-famous.

I am so in love with this music. It is of Lala Asar Sattar. I've never heard of him before today. Must find more of his work. Lyrics per earthmusic are by Aish Kanwal. Nice ones and I adore them for the meaning and rhyming words. Hope you enjoy it too!


main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa (2)
duniyaa yeh keh rahi hai ke deewaana ho gayaa
main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa

yeh husn teraa khiltaa huaa saa gulaab hai (2)
aankhen teri haseen kanwal kaa shabaab hai
tu laajawaab hai
woh khushnaseeb hai teri mehfil mein jo gayaa
main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa

koyi na jis ko samjhaa tu ek aisaa raaz hai (2)
mujhko bhi aaj apne muqaddar pe naaz hai
tu dil nawaaz hai
aashiq hoon teri zulf ke saaye mein so gayaa
main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa

daaman chhudaa ke jaao na itne guroor se (2)
kyaa hai kusoor poochhate hai hum huzoor se
dekho na door se
kar do khataa muaaf jo honaa thaa ho gayaa
main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa

duniyaa yeh keh rahi hai ke deewaana ho gayaa
main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa


Film: Sangram (1965)
Singer: Mohd. Rafi
Music Director: Lala Asar Sattar
Lyrics: Aish Kanwal
Picturized on: Randhawa, Swarna Kumari


Tuesday, October 5, 2010

Zindagi teri yaadon mein khoyi...

This gem has only been discovered today. It reminds me of so many songs, such as chhod de saari duniya, ek tu na mila, and even a Gujarati garbo koi rajparaa jai ne, and may be even more that I can't recall right now.

What fun it is to discover that it is a piano song! but a sad one at that. I still like it quite a lot. Parveen Babi and Sunil Dutt look great. KA music and Indeevar lyrics make it only better than what Rafi sahab makes it.

I can't believe this is only the first Parveen Babi song on this blog. :O Gotta post more!!!


tu jo nahin koyi meraa
meraa koyi nahin koyi nahin
(zindagi teri yaadon mein khoyi
phir bhi khoyi nahin) (2)

tu jo nahin koyi meraa
meraa koyi nahin koyi nahin
zindagi teri yaadon mein khoyi
phir bhi khoyi nahin

teri chaahat na jab tak milegi (2)
rooh meri bhatakti rahegi
haal meraa agar woh sunenge
mujhpe deewaane bhi ro padenge (2)
haal sun ke meraa phir bhi teri
aankh royi nahin
tu jo nahin koyi meraa
meraa koyi nahin koyi nahin
zindagi teri yaadon mein khoyi
phir bhi khoyi nahin

phir se dekhaa tujhe hum ne jis dum (2)
mar chale the magar jee uthe hum
berukhi se hume toone maaraa
tu hai kaisaa maseehaa humaaraa (2)
jab lagaani na thi paar naiyaa
kyon dubooyi nahin
tu jo nahin koyi meraa
meraa koyi nahin koyi nahin
(zindagi teri yaadon mein khoyi
phir bhi khoyi nahin) (2)

Film: Darinda (1977)
Singer: Mohd. Rafi
Music Director: Kalyandji Anandji
Lyrics: Indeevar
Picturized on: Sunil Dutt, Parveen Babi, Madan Puri

Video:


Better audio:

Sunday, October 3, 2010

Chaman Ke Phool Bhi Tujhko

The random Rafi songs I have placed on my ipod are the best because I get to listen to new undiscovered numbers while I least expect it. This one was discovered the same way. Ever since I listened to it for the first time, it has made me want to go back to it and listen to it over and over again. Sometimes, I just go directly to this one and listen to it. It's that beautiful.

Later on, when I googled for it to find the video, I was very pleasantly surprised to see that it was a song picturized on Ajit and Ragini (the girl from phir aane lagaa yaad). What a lovely and unique pairing! No wonder the song is so much fun to listen to as it's sung by Rafi-Lata combo and music is of G.S. Kohli (wonder whether he is related to Madan Mohan) and taareef karofying words penned by Faarooq Qaiser. :)


M: chaman ke phool bhi tujhko gulaab kehte hai (2)
humi nahin hai sabhi (2) laajawaab kehte hai
F: nazar milaa ke mere (2) dil ki baat pehchaano
sunaa hai chehre ko (2) dil ki kitaab kehte hai
M: chaman ke phool bhi tujhko

F: (saaz-e-dil chhed diyaa hai
to yeh naghma sun lo) (2)
bikhri bikhri hai mere pyaar ki kirane chun lo
M: isi kiran ko sanam (2) aaftaab kehte hai
F: humi nahin (2)
M: humi nahin hai sabhi laajawaab kehte hai
F: chaman ke phool bhi tujhko

M: (chashm-e-hairaan ki kasam
zulf-e-pareshaan ki kasam) (2)
maang lo jaan tumhe meri jaan ki kasam
F: ghazab ki baat hai (2) yeh kyaa janaab kehte hai
M: humi nahin haaye.. humi nahin
F: humi nahin hai sabhi laajawaab kehte hai
M: chaman ke phool bhi tujhko

F: aaj tak dekhi nahin aisi behekti aankhen (2)
M: daal do hum pe in aankhon mein chhalakti aankhen
F: sambhal ke peenaa ise (e) sab sharaab kehte hai
M: humi nahin hoye humi nahin
F: humi nahin hai sabhi laajawaab kehte hai

M: chaman ke phool bhi tujhko gulaab kehte hai
humi nahin hai sabhi laajawaab kehte hai
F: nazar milaa ke mere dil ki baat pehchaano
sunaa hai chehre ko dil ki kitaab kehte hai
M: chaman ke phool bhi tujhko

Film: Shikari (1963)
Singers: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Music Director: G. S. Kohli
Lyrics: Farooq Kaisar
Picturized on: Ajit, Ragini